Meg Index |
September 2000 Index
Date: 21-Sep-2000 Poet: Arzoo Lucknawi The seventh ghazal from the album is as follows: avval-e-shab vo bazm kii raunaq, shammaa bhii thii paravaanaa bhii raat ke aaKhir hote hote, Khatm thaa ye afasaanaa bhii [avval-e-shab = first night; bazm = gathering; raunaq = brightness/illumination] qaid ko to.D ke nikalaa jab mai.n uTh ke baguule saath hue dasht-e-adam tak jangal jangal bhaag chalaa viiraanaa bhii haath se kis ne saaGar paTakaa mausam kii bekaifii par itanaa barasaa TuuT ke baadal Duub chalaa maiKhaanaa bhii Khuun hii kii shirkat vo kyo.n na ho, shirkat chiiz hai jhaga.De kii apano.n se vo dekh rahaa huu.N jo na kare begaanaa bhii [shirkat = sharing] ek lagii ke do hai.n asar, aur dono.n hasb-e-maraatib hai.n lau jo lagaae shammaa kha.Dii hai raqs me.n hai paravaanaa bhii [hasb = according to; maraatib = rank/status/position; raqs = dance] -------------------------------------------------- Mehfil-e-Gazal Archive: http://www.geocities.com/urdu_poetry/meg/ Urdu Poetry Archive: http://www.urdupoetry.com To unsubscribe, send a blank e-mail to urdu_poetry-unsubscribe@egroups.com For all other queries, send an e-mail to moderator@urdupoetry.com --------------------------------------------------