Mehfil-e-Gazal #90
Home |
December '98 Index
Date: 16-Dec-98
Poet: Shahryar
Shahryar attained a sort of immortality when he
penned the songs of Umrao Jaan. Asha Bhonsle's
voice and Rekha's presence on screen completed
the magic.
Here is one of his ghazals from the Jagjit-Chitra
album Hope.
aise hijr ke mausam pag pag aate hai.n
tere alaavaa yaad hame.n sab aate hai.n
[hijr = separation; alaavaa = apart from/except]
jaagatii aa.Nkho.n se bhii dekho duniyaa ko
Khvaabo.n kaa kyaa hai vo har sab aate hai.n
ab ke safar kii baat nahin baaqii varanaa
ham ko bulaaYen dasht se vo jab aate hai.n
kaaGaz kii kashtii me.n dariyaa paar kiyaa
dekho ham ko kyaa-kyaa karatab aate hai.n
[karatab = magical trick]
-------------------------------------------------
My apologies for not sending out a Gazal
yesterday. To paraphrase a sher by Faiz:
duniyaa ne terii yaad se begaanaa kar diyaa
tujhase bhii dil fareb hai.n Gam rozagaar ke
Home |
December '98 Index