Mehfil-e-Gazal #850

Meg Index | February2003 Index



Date: 07-Feb-2003
Poet: Sagar Khaiyyami

And now for a change in pace! Sagar Khaiyyami is 
one of the most popular and respected 'mazahaiya' 
(humourous) Urdu poets of our times. Here is a
small sample of his ready wit:

Ainak

ek roz ham se kahane lagii ek gul_badan
ainak se baa.Ndh rakhii hai kyo.n aap ne rasan
milataa hai kyaa isii se ye andaaz-e-fikr-o-fan
ham ne kahaa ki aisaa nahii.n hai janaab-e-man
baiThe jahaa.N hasiin ho.n ek bazm-e-aam me.n
rakhate hai.n ham nigaah koapanii lagaam me.n


Meg Index | February 2003 Index